Author: Murtuza Ali

Nazar Bujhi To Karishme

Nazar Bujhi To Karishme – Urdu Shayari Nazar bujhi to karishme bhi rojo-shab ke gaye, Ki ab talak nahi aaye hai log jab ke gaye, [Rojo-shab – Din-Raat/Day and Night] Karega kon teri bewafayaion...

Zehan Mein Jab Khayaal

Zehan Mein Jab Khayal – Urdu Shayari Zehan me jab khayaal uska aane laga, Saaj-e-hasti pe dil gungunane laga, [Saaj-e-hasti – Jeevanrupi Vaadh Yantr] Tum nahi ho tumhara tasavur to ho, Meri tanhaiyaa jo...

Hue Hai Shaam

Hue Hai Shaam – Urdu Shayari Hue hai shaam to aankhon mein bas gaya, Kaha gaya hai mere shehar ke musafir tu, Bahut udaas hai ek shaksh tere jaane se, Jo ho sake to...

Iss Tarah Gujra Zamana

Iss Tarah Gujra Zamana – Hindi Shayari Iss tarah gujra zamaana aapke jane ke baad, Hum bane sabka nishana aapke jane ke baad, Chandani mein aag, purwayi mein hai chingariya, Ab kaha apna thikana...

Kon Khawabon Mein Sada Deta Hai

Kon Khawabon Mein Sada Deta Hai – Hindi Shayari Kon khawabon mein sada deta hai, Aag ko aur hawa deta hai, Pyar ek dard sahi, sach hai to, Dard aesa jo maza deta hai,...

Aa Bhi Jaa Ae Sangdil

Aa Bhi Jaa Ae Sangdil – Hindi Shayari Aa bhi jaa ae sangdil mausam suhana aa gaya, Yaad mujhko phir woh hi rangi zamana aa gaya, Gardishon-dora sambhal kar mujhse ab nazar mila, Mujhko...

Aaj Ke Halaat Se Bhaybhit Hun

Aaj Ke Halaat Se Bhaybhit Hun – Hindi Shayari Aaj ke halaat se bhaybhit hun, Kal ke imkanaat se bhaybhit hun, [Bhaybhit – Dara Hua/In Fear] [Imkanaat – Sambhavnaye/Possibility] Hijar ke lamhaat se bhaybhit...

Vo Bhi Kisi Ko Mil Jaye

Vo Bhi Kisi Ko Mil Jaye – Hindi Shayari Vo bhi kisi ko mil jaye to kya kijiye, Raat din surat ko dekha kijiye, Jo tamanna bar na aye umar bhar, Umar bhar uski...