Author: Parampal Singh

0

Main Dhundta Hun

Main Dhundta Hun – Urdu Shayari Main dhundta hun jise vo jahaan nahi milta, Nayi zameen naya aasmaan nahi milta, Nayi zameen naya aasmaan bhi mil jaye, Naye bashar kaa kahi kuch nishan nahi...

0

Jeena Padta hai

Jeena Padta hai – Hindi Shayari Majburi ke mausam mein bhi jeena padta hai, Thoda sa samjhota jaanam karna padta hai, Kabhi kabhi kuch is hadd tak badh jati hai lachari, Lagta hai yeh...

0

Malum Nahi

Malum Nahi – Hindi Shayari Kya umeed kare hum un se jin ko wafa malum nahi, Gam dena malum hai lekin gam ki dava malum nahi, Jin ki gali mein umar gava di, jivan...

0

Mana Kyu Nahi Lete

Mana Kyu Nahi Lete – Hindi Shayari Mausam ko isharon se bula kyu nahi lete, Rutha hai agar woh to mana kyu nahi lete, Divaana tumhara koi gair nahi hai, Machalaa bhi to sene...

0

Tanhai

Tanhai – Hindi Shayari Mere baad kidhar jayegi tanhai, Main jo maraa to mar jayegi tanhai, Main jo ro ro ke dariyaa ban jaunga, Us din paar utar jayegi tanhai, Tanhaai ko ghar se...

0

Silsila Rakhnaa

Silsila Rakhnaa – Urdu Shayari Nahi ki milne milane ka silsila rakhnaa, Kisi bhi satah pe koi to raabtaa rakhnaa, Madad ki tum se tavaqqo to khair kya hogi, Garib-e-shahar-e-sitam hu mera pata rakhnaa,...

0

Dard Soota Nahi

Dard Soota Nahi – Hindi Shayari Tumhe bhul jaun yeh hota nahi, Koi waqt ho dard soota nahi, Na ho jao badnaam tum isliye, Main ro ro ke daaman bhigotaa nahi, Yeh vo fasal...

0

Kuch Bhi Nahi

Kuch Bhi Nahi – Urdu Shayari Haath mera ae meri parachai tu hi thaam le, Ek muddat se mujhe to sujhata kuch bhi nahi, Shahar-e-shab mein kaunsa ghar tha na di jis par sadaa,...