Tagged: Hindi Shayari

Bechen Bahut

  Bechen Bahut -Hindi Shayari Bechen bahut phirna ghabraaye hue rehna, Ek aag si jajbo ki dahkaaye hue rehna, Chalkaye hue phirna khushbu labe lali ki, Ek baag sa saath apne mehkaye hue rehna, Is...

Apna gum

 Apna gum le ke-Hindi Shayari Apna gum le ke kahi or naa jaya jaye, Ghar me bikhri hui chizoo ko sajaaya jaye, Jin charago ko hawaao kaa koi khauf nahi, Un charago ko hawaao...

Ghar Se Nikale

Ghar Se Nikale-Hindi Shayari   Ghar se nikale tou ho socha bhi kidhar jaooge, Har taraf tez hawaye he bikhar jaooge, Itna asaan nahi lafzo pe bharosa karna, Ghar ki dehliz pukaregi jidhar jaooge,...

Ye Bahaare Ye Nazaare

Ye Bahaare Ye Nazaare-Hindi Shayari   Ye bahaare ye nazaare kisliye, Tum bin ye chaand taare kisliye, Ho gaya ho gark jo manjhdhaar me , Uski kismat me kinaare kisliye, Jiski baate tum kabhi...

Mohabbat Me Wafadaari

Mohabbat Me Wafadaari-Hindi Shayari   Mohabbat me wafadaari se bachiye, Jaha tak ho adaakaari se bachiye, Har ek surat bhali lagti he kuch din, Lahu ki sabdo kaari se bachiye, sabdo kaari(baajigar) Sharafat aadmiyat...

Prashno Ke Ese Hal

Prashno Ke Ese Hal-Hindi Shayari   Hmne prashno ke ese hal dhunde, prashno=question Jese maruthal me koi jal dhunde, Jo bhi aye hamari basti me, Sabne apne liye mahal dhunde, Sirf itni khata hui...

Nahi Likhta

 Nahi Likhta-Hindi Shayari   Unko ye sikayat he me bewafai pe nahi likhta, Or me sochta hu ki me unki ruswaai pe nahi likhta, Khud apne se jayadaa bura zamane me kon he, Me...

Deedar Nahi Ho Sakta

  Deedar Nahi Ho Sakta – Hindi Shayari Aap kehte hai ki deedar nahi ho sakta, Mera dawa hai ki inkaar nahi ho sakta, Saare halaato-bayanaat sahi ho phir bhi, Ek masum gunahgaar nahi...