Main Dhundta Hu Jise
Main Dhundta Hu Jise – Hindi Shayari
Nayi zameen, naya asmaan nahi milta,
Naye bashar ka kahi kuch nishaan nahi milta,
Kisi ke haath ka us par nishaan nahi milta,
Yaha to koi mera humjuba nahi milta,
Tumhare chehre ka kuch bhi yaha nahi milta,
Ki jin mein shole to shole, dhua nahi milta..
by: Kefi Aazmi