Yeh Dhup Woh Hai
Yeh Dhup Woh Hai – Hindi Shayari
Itna to dil mein dosto imaan hai abhi,
Ruk jaa, na jaa ki koi pareshaan hai abhi,
Kehte hai sab woh aadmi insaan hai abhi,
Jannat ke rehne walo se pehchaan hai abhi,
Takdir ko na ro, woh meharbaan hai abhi..
by: Shakir Shyopuri